Ek sahab shehar bhar main jhootay mashoor thay, achanak kisi doosray shehar gaye to unki shohrat sun kar ek pachas sala boorhi aurat unse milne ayi aur boli,
‘Bete kia tum wahi ho jis se bara jhoota aur koi nahi?”
Jhootay ne jawab diya, “Muhtarma choriye is baat ko main to apko dekh kar dang reh gaya, kamal hai ye umar aur uspe ye husn-o-jamal aur dil kashi, wallah mene aaj tak apse haseen aurat nahi dekhi.”
Wo khatoon sharma kar boli, “haye Allah log kitne jhootay hain jo ek achay khasay admi ko jhoota kehte hain.”
Your pictures essay for free online are the second area of emphasis you will want to consider